Genius Romanizations
Amit Mishra - Prem Pujari (Romanized)
Hum tere.. prem pujari
Bas tere.. prem pujari
Darshan huve the jab tere
Mann pe thhe bhaang ke phere
Darshan huve the jab tere
Mann pe thhe bhaang ke phere
Kaahe tu dukhti rag chede
Ban'na nahin hai jogi re
Ab toh kanya ke dwaar pe
Balma taiyaar re
Jaane sansaar yeh
Par tu na samjhe naari
Hum tere.. prem pujari
Bas tere.. prem pujari
Tu hi toh yaar sar pe sawaar
Hum tere prem pujari
Ab intezaar karwa na yaar
Hum tere prem pujari
Tu hi toh yaar sar pe sawaar
Hum tere prem pujari
Ab intezaar karwa na yaar
Hum tere prem pujari
Hum tere.. prem pujari
Hum tere.. prem pujari
Oh gaaun na...
Thoda tezi karke, padhke saare mantar
Everybody just say, swaha!
Phere-vere leke, badhke aage chal kar
Everybody just say, swaha!
Saare taam-jham karke khatam jaao sab
Mera kaam bhi hone do ab, swaha!
Yeh hansi matlab, mera ghar basna hai ab
Everybody just say swaha!
Haan, choti moti baton pe main dhyaan deti hoon
Neeyatein buri hain teri jaanti yeh hoon
Mere hi mohalle leke aayega barat yeh
Naki phere lene taki tu main naache raat mein
Toh kanya sudhaar de
Balma taiyaar re
Jaane sansaar yeh
Par tu na samjhe naari
Hum tere.. prem pujari
Bas tere.. prem pujari
Tu hi toh yaar sar pe sawaar
Hum tere prem pujari
Ab intezaar karwa na yaar
Hum tere prem pujari
Hum tere.. prem pujari
Hum tere.. prem pujari
Hum tere.. prem pujari!