Mohit Chauhan
Kyun Dil Mera
Khwahishon ki hone lagi
Kaisi mujhpe ye barshatein
Hmm... Kyun na samjhe na maane
Zid pe ada kaisi jaane
Dil ki sifarisho mein
Tera hi toh zikr hai
Tujhi pe toh aake hai thama
Kyun dil mera hua hai tera
Ke jaana nahin kabse
Main tera hone laga
Kyun dil mera hua hai tera
Ye jaana nahin kabse
Main tera hone laga
Betuki kare kyun farmahishein
Ye dil ki marzi hai ya teri
Khuda tu hi jaane
Kyun meri tu badle aadatein
Hai kuch bhi na ab raha mera
Hoon main tere waaste
Dabi meri chahaton mein
Tera hi toh itr hai
Tujhi ko toh maange hai sada
Kyun dil mera hua hai tera
Ki jaana nahin kabse
Main tera hone laga
Kyun dil mera hua hai tera
Ye jaana nahin kabse
Main tera hone laga
Dil ki hai ye kaisi arziyan
Ke sang hoon tere jahan tu jaaye
Bin kahe kaise samjhaye
Ye dil ki meri jo baat hai
Ke dil na jaane
Meri har ibadaton mein
Teri hi to fikr hai
Tujhi se to mukammal ho raha
Kyun dil mera hua hai tera
Ke jaana nahin kabse
Main tera hone laga
Kyun dil mera hua hai tera
Ye jaana nahin kabse
Main tera hone laga