Sonu Nigam
O haseena zulfonwale jane jahan
Kaam aajayengi sard aahen meri
Tum kisi raah mein to milo ge kahin
Arrey, ishq hoon, mein kaheen theharta hi nahni
Mein bhi hoon galiyon ki parchaai
Kabhi yaha, kabhi waha
Shaam hi se kuch ho jataa hain
Meri bhi jaadoo jawaan
O haseena zulfon wali, jaane jahan
Dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?
Woh anjaana dhoondti hoon
Woh deewana dhoondti hoon
Jalaakar jo chup gaya hain
Woh parwaana dhoondti hoon
Chup rahen, hain yeh kya dhang hain aapka
Aaj to kuch naya rang hain aapka
Aaj ki raat mein kya se kya ho gayi
Aapki saadgi to balaa ho gayi
Mein bhi hoon galiyon ki parchaai
Kabhi yaha, kabhi waha
Shaam hi se kuch ho jataa hain
Meri bhi jaadoo jawaan
O haseena zulfon wali, jaane jahan
Dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?
Woh anjaana dhoondti hoon
Woh deewana dhoondti hoon
Jalaakar jo chup gaya hain
Woh parwaana dhoondti hoon
Thairiye to sahi, kahiye kya naam hain
Meri badnamiyon ka wafaa naam hain
Katal karke chalein, yeh wafaa khoob hain
Hain naadan teri, yeh adaa khoob hain