[Chorus: Hriday Gattani, Jonita Gandhi & Both]
Tum na huye mere to kya
Hmm, tum na huye mere to kya
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitara raha
Rishta raha bas rait ka
Aye samandar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere to kya
[Verse 1: Hriday Gattani, Jonita Gandhi & Both]
Tuhi pehli guzarish, hasrat bhi tu aakhiri
Maahi mere naseeh marzi bata kya teri
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha
Main jaadon ke mahine ki tarah
Aur tum ho Pashmine ki tarah
Main deewaron ki tarah hoon
Tum jaise ho dareecha
Main bageecha jo tumne seenchaा
[Chorus: Jonita Gandh, Hriday Gattani & Both]
Tum na huye mere to kya
Hmm, tum na huye mere to kya
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitara raha
Rishta raha bas rait ka
Aye samandar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere to kya