A.R. Rahman
Haawa Haawa
Chakri si pairo mein
Pahiya pahiya aiya aiya oho
Aasmaan sarpat ghuma o o
Nahin suna se hum ne toh o o o
Rani ghoome ghoome
Gore gore pairo se
Chik chik jaara
Paani phir nau do gyarah
Raat toh kiske aati
Ik din mein joote baarah
Raja ka chadh gaya para
Khabri ko paas pukara
Yeh kya hai maajra dekho o
Jaati kahaan hai woh
Khabri ne peecha kiya
Rani ko ghar se raatoon ko
Do zakhme jaate dekha
Hawa hawa hawa hawa
Hawa hawa hawa hawa


Oh ho
Shole behke oh ho
Rani behke oh ho
Naach rangeele oh ho
Sab zehreele oh ho
Khabri chakraaya oh ho
Ulte paanv oh ho
Ruk gaya toh batlaaya usne
Hawa hawa rani hawa
Hawa hawa hawa
Nachi re magan
Thoda mahiya sipaahiya
Oh ho jo naache dhaaye dhaaye
Ruke na phir paaun paaun paaun
Hawa hawa dheema
Haya hawa hawa ruke
Na phir paaun paaun paaun
Raja thall aaya door rozaana
Barah jooton ko ghis rani
Kissa hai aisa oo

Hawa hawa hawa hawa
Paun ruke na kisi ke roke
Yeh toh chalenge nach lenge
Yahaan wahaan yaara masti mein


Chidh kar gusse mein bola raja
Oh rani kyun phatki meri pochi
Oh naak kataayi waat lagaayi
Tune talwaahi meri
Izzat ki bhajiya haye maa
Aaj se tera bandh
Bahar hai jaana
Yeh sunkar rani
Muskaayi boli woh gaana
Sone ki deewarein
Mujhe khushi na yeh de paaye
Aye…aazadi de de
Mujhe mere khuda
Le le tu daulat aur kar de riha
Hawa hawa hawa hawa
Hawa hawa


Machal ke roz khul ke
Jo na kiya tha kiya
Gande mande bando
Mein thi malang woh
Apne rang ghoome
Phire jhoome naache
Woh gore se paun paun paun
Pa pa paun paun paun

Hawa hawa oh rani hawa
Paaun ruke na kisi
Ke rokey tokey ok
Yeh toh chalenge nach lenge
Yahaan wahaan jahaan tahaan
Kahaan kahaan pau
Chiki chiki tara hawa hawa