Kailash Kher
Allah Ke Bande
Tuta tuta ek parinda aise tuta ke phir judna paaya
Luta luta kisne usko aise luta ke phir udna paaya
Girta hua woh aasma se aake gira zaameen par
Khwabon mein phir be baadal he the woh kehta raha magar

[Chorus]
Ke allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe
Allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe

Kho ke aapne par hi to usne tha udna sikhaaaa
Kho ke aapne par hi to
Kho ke aapne par hi to usne tha udna sikhaaaa
Ghum ko aapne saath mein lele dard bhi tere kaam aayegaa

[Chorus]
Allah ke bandhe hasde Allah ke bandhe
Allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega

Tukde tukde ho gayatha har sapna jab woh tutaaa

Bikhre tukdon ke mein allah ki marzi ka manjar aayega

[Chorus]
Allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe
Allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega

Tuta tuta ek parinda aise tuta ke phir judna paaya
Luta luta kisne usko aise luta ke phir udna paaya
Girta hua woh aasma se aake gira zaameen par
Khwabon mein aur baaton mein phir bhi woh kehta raha magar